🌿 Best 5 benefits for aloevera/एलोवेरा के 5 फायदे।

Alovera bhut hi sadiyo se chl rha ek aushdhiya podha h jo bhut upyogi h. Jo health or skin m bhut labhdayak h ..to aaiye chliye jante h ki alovera kya-kya km aata h

🌿 1.Alovera for skin glowing:- alovera skin glow m bhut faydemand hota h. Isme vitamin E hota h jo skin k liye acha hota h. Alovera ko face pr lgane se skin glow krti h or saath m bright b hoti h.

  • ye acne ko km krte h.
  • Skin ko smooth krte h.
  • Skin ko hydrate karte hain moisturize bnate h.
  • Pigmentation ko reduce krta h.
  • Skin ko light or bright krta h.

2.Alovera for haire :- alovera m vitamin E paya jata h jo ki baalo k liye important hota h baalo m alovera lgane se baal shine b krta h agr apko keratin treatment natural trike se chahiye to ap baalo m alovera b lga skte fresh alovera ka gel nikal k haire ki length pr lgana h or thodi der lga k rakhna aadhe ghante rakhne k bd haire wash krna h isse apke baal shiny b ho jayenge.

  • Reduces dandruff:- ismein antifungal aur anti inflammatory properties hoti hai jo dandruff ko remove karta hai
  • Conditions hair:- aloevera jail ko balon mein lagane se Bal soft hote hain shiny hote hain aur acche se manageable hote Hain. Acche natural conditioner ka kam karta hai.
  • promotes hair growth :- yeh Hair follicles ko strength karta hai aur scalp ko Nourish karta hai. Jo ki hair growth ko badhane mein madad karta hai.

3. For healthcare:- alovera juice ko pine se bhut se health benefits h. Kyunki ye ek aushdhiya paudha hai jo body m bhut si bimariyo ko thik krta h. aloevera ka juice peene se digestive system sahi rahata hai isase constipation nahin hota Hai. Aur detoxify Karta Hai body ko. Aloevera ka juice peene se immunity acchi hoti hai kyunki ismein vitamins aur antioxidant hote Hain Jo ki immunity ke strength Ko badhata Hai.

  • Alovera blood glucose levels ko manage krta h.
  • Flushes out harmful toxins.
  • Help in Cleansing the liver in kidneys.

4. Anti ageing effects

  • Ye vitamin e or c or beta carotene se bharpur hota h
  • Wrinkles ko hata ta h. skin ko firm krta jisse young dikhte h.

5. 🌞 Heals sunburn and skin irritation

  • Aloevera mein cooling aur anti inflammatory properties hoti hai.
  • Ye dhup se hone wale sunburn rashes or minor cuts ko thik krta h.

precautions

  • Patch test jarur kre.
  • If consuming aloevera juice please consult dr . If you are pregnant or have a medical condition.

Leave a Comment